الموضوع: Imam Mahdi Muntazir Nasser Mohammed Al Yemani Ka Ta'aruf

النتائج 1 إلى 3 من 3
  1. افتراضي Imam Mahdi Muntazir Nasser Mohammed Al Yemani Ka Ta'aruf

    Aik Paigham aur Allah (SWT) ki Kitab (Quran) ki taraf wapis aane ka elaan tamam logoan kay liye Musalmano,Aesaayoan, Yahoodiyoan aur Zameen pe rehna wale tamam mazhaboan kay liye,Aur un sab k liye jin ko yeh paigham musool hoga unhein agaah kiya jata ha k unke paas Allah k sath behass krne kay koi bhi Dalayal nahin hain lekin Allah (SWT) kay pass unke liye Dalayal hain, Lehaaza iss paigham se inkar mat kijiye jab tak k app khud iske bare mein samjh na lein ya tehqeeq na kar lein.

    Allah (SWT) ne Zameen par apne akhri Khalifah Mahdi Muntazir ko bheja ha, Jo kay na koi Paighambar hain aur na hi koi Nabi hain bulke Humare Nabi Mohammed (SAW) kay Hami hain,Aur baki Nabion aur Paghaimbroan ki Tarah beghair kisi Ko Sath Shareek thehraaye aik Allah (SWT) aur Qur'an ki taraf loat jaane ki hedayat krte hain, Woh Kitab (Qur'an) jisko beghair kisi tabdeeli se mehfooz kiya gaya ha.

    Imam Mahdi Kay Dalayal aur unki Baseerat :

    Yeh wohi dalayal hain jiski taraf humare nabi Mohammed (SAW) ne bulaya, Jo kay Qur'an aur Sachi Sunnat aur musalmano ko mutahid krne aur inke darmayan thalith rehte huye Allah (SWT) ki kitab (Qur'an) ka sahih matlab batate hain (jise aj k daur mein ikhtelaf krte hain) aur inhein islam ki taraf aane ka hokum dete hain.

    Apne Khilafah ka Saboot:

    Inka ilm, Jaisa kay Allah (SWT) ne inhein ilm-e-kitab (Al Qur'an) ka tuhfa diya ha, Imam Mahdi ne un sab ko shekast di jihoan ne inke sath Qur'an k mutaliq behas ki aur un par ghulba paya,Kyun ki Adam (AS) se le kar Imam Mahdi tak har zamama aur har jagah Allah (SWT) ka ata kiya hua ilm Al-Kitab (Qur'an) hi in sab Khalifahoan ka khilafah hone ka saboot ha.

    ▪Imam Mahdi na hi Sunni aur na hi Shiaa hain, bulke Muslim Hanfii (Haq ki taraf Mayal krne Wale) Bilkul ussi Tarah jaise Unse pehle Tamam Nabi aur Paighambar the, aur woh Qur'an kareem se Qur'ani Ayat ko wazeh bayan krte hain (Ayat ka sahih matlab aur unki wazahat)

    ▪Unhoan ne insaanoan kay tamam mumaliq se Pur Aman aur hum ahangi se rehne ka mutalba kiya ha, aur un sab ko Qayamat kay aham isharoan k waqia hone se khabardar kiya ha aur iske sath sath Qur'an kareem mein se iss daur ko wazih bayan kiya.

    ▪Imam Mahdi Qura'an ki taraf laut jaane ki hadayat krte hain jo kay beghair kisi tabdeeli kay mahfooz hai, woh tabdeeli jo doosri kitaboan mein ki ja chuki ha jaisa kay Taurat, Anjeel aur sunnah nabwiyah(aisi ahadeeth jo Quran se musabqat na rakhti hoan woh tabdeel huyi hain), koi bhi aisi baat jo Qur'an se mulkhalfat rakhti ho woh Allah (SWT) aur uske Nabio se taaluq nai rakhti bulke woh Shaytan se taaluq rakhti ha, Imam Mahdi iske bare mein apne bayanat mein bata chuke hain.

    ▪Imam Mahdi Musalmano se jhagra rokne ka paigham dete hain ,Mukamal Aman mein rehne , firqa pasandi ko door phenkne ka kehte hain jo Allah (SWT) k sath shareek thehrane mein saabit hote hain, Imam Mahdi iss bare mein apne bohat se bayanat mein bata chuke hain.

    ▪Imam Mahdi ne musalmano ko Qur'an aur Sunnat se Imam Mahdi kay naam ki sachayi se wazahat ki, Unhoan ne wazahat se Marafkat aur Hikmat ka matlab samjhaya kay Imam Mahdi Muntazir ka naam Nabi Mohammed (SAW) se marafkat rakhta ha,Mahdi Muntazir is kay bare mein aik bayan mein bata chuke hain.

    ▪Imam Mahdi ne Qur'an Kareem mein se "Allah (SWT) ka sab se bada naam" (Naeem Al Atham) badi sachayi se wazeh farmaya, Woh naam jo apne khadimoan ki takhleek aur badi hikmat ka hamil ha, Mahdi Muntazir iss bare mein bhi apne bayanat mein bata chuke hain.

    ▪Imam Mahdi ne loagoan ko Mukhlis Aqeedah rakhne ka paigham diya, Allah (SWT) ki ibadat is tarah karein k jaise apko unse Mohabbat ha na kay unki jannat se aur Allah (SWT) ko khush raazi krne koa apna maqsad banayein na kay unki jannat ko, Kyun ki Allah (SWT) ne humein apne liye takhleeq kiya (apni ibadat ka liye takhleeq kiya) aur humare liye Jannat banayi.

    ▪Imam Mahdi ne logoan ko ghair Allah (SWT) se mangne (Shafaa) se rukne ka paigham diya, Kyun ki Allah (SWT) se bhar koi bhi reham krne wala nahin ha woh sab se bada Rehman ha. Allah (SWT) hi mukamal toar par (Shafaa) ata krne wale hai, unhi ki reham yeh (Shafaa) unke khadimoan ko har azaab se bachati hai, Imam Mahdi ne Qur'an se (Shafaa) kay Raaz wazih kiye hain.

    ▪Imam Mahdi ne loagoan ko Allah (SWT) se mohabbat aur sab se behtreen mohabbat karein aur Allah (SWT) ki mohabbat aur unki qurbat hasil karein,yeh mohabbat sirf Nabio aur Saleheen k liye mat choriye kyun ki hum sab Allah (SWT) k khadim hain na kay sirf Nabio aur Saleheen ki taareef karein,Imam Mahdi ka is bare mein bayan ha, Unhoan ne us bayan mein iske mutaliq Qur'an se wazahat ki ha,

    ▪Imam Mahdi ne Qur'an se badi wazahat se aur badi sachayii se jhote Maseehi (Dajjal) k bare mein bataya ha, woh kaun ha ? Kahan rehta ha ? uski foaj kaun ha aur uska iss daur mein ka nazool ka waqt bhi bataya.

    ▪Imam Mahdi ne Qur'an k bohat se raaz aur Qur'an mein se hi Qur'an ki pur israriyat ki wazahat ki, jaisa Qur'an kay kuch aise harf jin mein aur hesaab (ginti) kay raaz, jaise k ghaar k saathi (ASHAB AL KAHAF aur AL RAQEEM), unke naam, unki ta'adad,unke ghaar ki jagah,Ad Dabbah kya ha aur Ad Dabbah (aik janwar jo qayamat kay qareeb chora jaye ga),woh is Dhul-Qurnayn aur uski kahani,Adam (AS) ki jannat aur uski jagah kahan ha, Aa'ad aur Thamood kay Gaun, apko khud andaaza hojaye ga kay Imam Mahdi ne jo bhi kaha woh sach ha, Kyun ki yeh raaz Qur'an se liye gaye hain aur humari Duniya mein moujood hain.

    ▪Imam Mahdi ne Qur'an se iss kainat kay dhaanche ki wazahat ki, is ki shakal, iski ki hudood, iski takhleeq ki shuruwaat, iske ka khaatma kaise hoga, kainat ki darmayni kashish ki jagah, goal zameen, aur saat 7 sayaaroan ki jagah, aur jannat aur jahanam ki jagah,woh Qur'an mein se maghrabi scientist se behas karein ga chahein woh kisi bhi qisam ka hoan aur woh isko tasleem karein ga jo bhi yeh keh rahein hain woh scince kay muntaq se bilkul sach ha aur yeh jaane ga keh yeh Qur'an mein se ha aur Allah (SWT) sab se bada janne wala ha aur har cheez waqif ha aur woh musalmano mein hoanga.

    ▪Imam Mahdi ne sab loagoan ko Saqar Sayarah se khabardar kiya ha, jo arsa-e-zamana se waqtan bawaqtan zahir hota raha ha, aur woh isko Qur'an kareem se wazeh krte hain keh falakiyat mein aik 10 daswa sayyarah mujood ha jis ka naam sayarah X (Nibiru) ha, Woh sayyarah jiski mujoodgi ko NASA choopata aya ha, aur Allah (SWT) issi sayyareh se un sab ko halaq karein ga jo isko nahin manta aur apne bheje gaye khalifa Imam Mahdi ko bhi nahin manta, Allah (SWT) SAQAR sayyare ko apne khalifa Imam Mahdi kay sath insaanoan par aik raat zahir karein ga aik azab ki soorat mein aur woh isse dekh kar bohat heraan hoanga.

    ▪Tou, yeh mat kahiye keh yeh jhoot ha us se pehle Allah (SWT) ki taraf lautiye aur sach ko samjhiye,
    Apka hamesha khushmadeed ha Imam Mahdi Muntazir Nasser Mohammed Al Yemani ki websites par , jin k neeche link diye gaye hain,

    https://albushra-islamia.org.

    Ya Allah hum ne tera Paigham Pohunchaya humara gawah rehna.



    ‎ ✅ بلاغ ودعوة للإحتكام إلى كتاب الله إلى الناس كافة مسلمين ونصارى ويهود وجميع الأديان على وجه الأرض ومن وصلت إليه هذه الدعوة فقد تم إبلاغه ولاحجة له على الله بل لله الحجة البالغة فلا تكذب قبل أن تبحث وتتبين.
    ‎لقد بعث الله الإمام المهدي المنتظر آخر خلفاء الله في الأرض وهو ليس نبي ولا رسول بل هو ناصر لمحمد رسول الله ويدعو الناس إلى مادعا إليه جميع الأنبياء أن نعبد الله وحده لا شريك له والإحتكام إلى كتابه القرآن المحفوظ من التحريف.
    حجة الإمام وبصيرته:
    ‎✍هي ذات الحجة وذات البصيرة التي كان يدعو إليها محمد رسول الله القرآن والسنة الحق ليوحد المسلمين ويحكم بينهم بكتاب الله فيما اختلفو فيه ويعيدهم إلى منهاج النبوة و يبين للعالمين حقائق هذا القرآن على الواقع ويدعوهم للإسلام.
    ‎برهان خلافته:
    ‎✍العلم..فقد آتاه الله علم الكتاب (القرآن) وما جادله أحدا من القرآن إلا غلبه الإمام المهدي والعلم هو برهان الخلافة في كل زمان ومكان من أول خليفة لله وهو آدم إلى آخر خليفة الإمام المهدي.
    ‎✍الإمام المهدي...
    ‎ليس سني ولا شيعي بل حنيفا مسلما كما كان أنبياء الله و يبين القرآن من ذات القرآن.
    ‎يدعو للتعايش السلمي بين كافة شعوب البشر وينذرهم أنهم في عصر أشراط الساعة الكبرى وعصر البيان الحق للقرآن.
    ‎يدعو للرجوع إلى كتاب الله القرآن العظيم المحفوظ من التحريف المهيمن على جميع الكتب والكفر بما خالفه في التوراة و الإنجيل والسنة النبوية فما خالف لمحكم القرآن فهو من عند غير الله ورسله بل من عند الشيطان وله بيانات في ذلك.
    ‎يدعو المسلمين إلى وقف الأقتتال والدخول في السلم كافة ونبذ المذهبية لأنها تفرقة في الدين وتفريق الدين شرك بالله وله بيان في ذلك.
    ‎يدعو المسلمين ليبين لهم حقيقة المهدي المنتظر من الكتاب والسنة ومعنى التواطئ والحكمة من مواطئه إسم النبي في إسم المهدي وله بيان في ذلك.
    ‎يبين من القرآن إسم الله الأعظم الذي جعل الله فيه الحكمة من خلق جميع العبيد وله بيان في ذلك.
    ‎يدعو الناس لإن يكونو ربانيين يعبدون الله محبة فيه وليس من أجل الجنة وأن يتخذو رضوان الله غاية لا وسيلة من أجل الجنة فالله خلقهم من أجله وخلق الجنة من أجلهم.
    يدعو الناس إلى ترك عقيدة شفاعة العبيد بين يدي الرب المعبود فلا يوجد من هو أرحم بهم من الله أرحم الراحمين فالشفاعه لله جميعا تشفع رحمته من عذابه ويبين لهم سر الشفاعة من كتاب الله.
    ‎يدعو الناس لأن يحبو الله الحب الأعظم فيتنافسو على حب الله وقربه وعدم تركه حصريا للأنبياء والصالحين فكلنا عبيد لله وعدم تعظيم الأنبياء والصالحين بغير الحق وله بيان في ذلك من القرآن.
    ‎يبين من القرآن حقيقة المسيح الدجال من هو؟وأين يعيش؟ومنهم جيوشه ؟ وموعد خروجه؟ في هذا العصر .
    ‎يبين أسرار وخفايا القرآن من ذات القرآن كالأحرف المقطعة وأسرار الحساب؟ومن أصحاب الكهف والرقيم وكم عددهم و أسمائهم وأين كهفهم وماهي الدابة ومن هو ذي القرنين وقصته؟وأين جنة آدم؟وقرى عاد وثمود؟ وتجدون ما يقول على الواقع لأنها من آيات التصديق لهذا القرآن.
    ‎يبين من القرآن تركيبة هذا الكون وشكله وحدوده وكيف كانت البداية وكيف ستكون النهاية ومركز الجاذبية الكونية وكروية الأرض وموقع الأرضين السبع وموقع الجنة وموقع النار ويحاج بالقرآن علماء الغرب بمختلف مجالاتهم ويجدون مايقوله حق بالعلم والمنطق على الواقع ليعلمو أن القرآن من لدن عليم خبير لعلهم يؤمنون.
    ‎يحذر الناس من كوكب سقر اللواحة للبشر من عصر إلى آخر ويبين من القرآن أنها كوكب في الفضاء وهي ما تسمونه الكوكب العاشر(نيبيرو) الذي تخفي أمره وكالة(ناسا) وبها سيهلك الله كافة المعرضين عن إتباع الذكر وإجابة داعي الله وخليفته الإمام المهدي ويظهره بها على كافة المعرضين في ليلة وهم من الصاغرين.
    ‎فلا تكذبوا قبل أن تتبينوا وأنيبوا إلى الله ليبصركم بالحق فتفضلو بزيارة (منتديات البشرى الإسلامية و النبأ العظيم طاولة الحوار العالمية للمهدي المنتظر الإمام ناصر محمد اليماني

    https://albushra-islamia.org.
    اللهم هل بلغنا اللهم فاشهد

  2. افتراضي

    جزاك الله خير يااخي الكريم الانصاري وقار علي
    اسأل الله العظيم ان يزيدك بحبه وقربه وعظيم نعيم رضوان نفسه على النشر والتبليغ والمساهمه في الترجمة، التي سأعتمدها في النشر للمتحدثين بالاوردو، وشكراً .

    - - - Updated - - -

    جزاك الله خير يااخي الكريم الانصاري وقار علي
    اسأل الله العظيم ان يزيدك بحبه وقربه وعظيم نعيم رضوان نفسه على النشر والتبليغ والمساهمه في الترجمة، التي سأعتمدها في النشر للمتحدثين بالاوردو، وشكراً .

  3. افتراضي

    Thnks so match pro
    God bless you pro

المواضيع المتشابهه
  1. مشاركات: 0
    آخر مشاركة: 15-06-2020, 07:50 AM
  2. مشاركات: 0
    آخر مشاركة: 24-03-2020, 04:25 PM
  3. مشاركات: 1
    آخر مشاركة: 23-12-2013, 07:40 AM
ضوابط المشاركة
  • لا تستطيع إضافة مواضيع جديدة
  • لا تستطيع الرد على المواضيع
  • لا تستطيع إرفاق ملفات
  • لا تستطيع تعديل مشاركاتك
  •